saad aslam bemisaal şarkı sözleri

Jo baatein ma ne likhi wonto karwi lagti sabko Jo bolu meethay bol to wo nakli lagti sbko Mere qalam ki likhai deti dard ki gawahi Ma jhoomta hu raahi deni nai bhi koi safai Kuch seekh lo ab lafzo ko baratne ka saleeqa Is shugal ma guzara humne bohat waqt hamara Baat ni bata rha hu raaz ma chupa rha Jou guftugu hu karta bolein saad ha sitaara Gareeb ye bechara ye kanoon k haath hi rulta ha Kanoon ka bhi taala soona chaandi se hi khulta ha Phal ha sabar ka par ye banda besabar ha Dhoka dene se to zyada dhoka kha hi lena behtar ha Bhool ky hi khud ko ma ne khud ko hi talasha ha Doob k hi khud ma me ne khud ko hi taraasha ha Jaana ma ne khud ko mujme pyar betahasha ha Par dunya ma bhi bandagi nai moit aik tamasha ha Karta har koi garbari ha Para hu harbari ma Sarsari ma pharphari ma Laray ye b larkhari ma Karte hain gadaari idr cheenkna beemari Sir pe boj bhaari bs chahiye mehngi gaari Safar mera ab b jaari kesi ka b kuch pata nai Safar mera ab b jaari kesi ka b kuch pata nai Zindagi malal ha huay bohat kamal hain Jo muje bolay kuch idr kiski kya majal ha Tum aik jalta hua diya mujme jalti aik mishaal ha Seekhta ma khudse meri khud hi aik misaal ha Kalam krta kamal meri kalah Bemisaal ha Tum shaakh k ho patay mujme basti aik bahar ha Idr chartay ghulaaf laikin ghatiya khayal ha Hathyar ha ye dhun sbka hona aj visaal ha Mere lafaz mere kayal kahayl b kamal hain Tum mangatay jawab mere khud se kuch sawal hain Adab se ma hu door nazdeek hu ma zindagi k Ma ne shok ma guzaray din ab din hain mere badagi k Darindaggi ha sari lamay ha afsurdagi k Haseen tha aik door ab muqabala ha sansanikhez Muje dena ha hisaab laikin ginti kharab ha Tota tera dil mere tootay kahi khuwab hain Nazuk mere qadam zameen banjar behisaab ha Khud se ma mukatib mera khud se hi khitaab ha Jo baatein ma ne likhi wonto karwi lagti sabko Jo bolu meethay bol to wo nakli lagti sbko Mere qalam ki likhai deti dard ki gawahi Ma jhoomta hu raahi deni nai bhi koi safai Kuch seekh lo ab lafzo ko baratne ka saleeqa Is shugal ma guzara humne bohat waqt hamara Baat ni bata rha hu raaz ma chupa rha Jou guftugu hu karta bolein saad ha sitaara
Sanatçı: Saad Aslam
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:38
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Saad Aslam hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı