saad khan haar nahi mani (feat. emde) şarkı sözleri

Haar nahi maani Haar nahi maani Aae raaste mein kaante par, himmat na haari Tha yakeen mera toota hoti sabse awazaari Awaaz aarai meri kya, poochta takdeer se tha Bhoola aukaat na hmesha se zameen pe tha Zameer ne tha, roka jab jab Na umeedi mein ghalat kadam uthane lgta tab tab Sochta tha ye sab, chalega kab tak Phir socha is sabka bhi hoga koi toh maqsad Imtehan hai ye zindagi main jaan gaya Kon sahi kon nahi main pehchan gaya Maan gaya duniya ko khel ye rachati bohat Aagay barhna chahe jo uspe pathar barsaati bohat Ab toh badla kafi kuch sabhi jaante Jo gaali dete thay wo aaj mujhe maante Ruk nahi paya theen rukwaten hazaar Mere kadam na rukay saale toot gaye kaante Saale toot gaye kaante par rukay na kadam Haar nahi maani meri baat mein hai dum Haar nahi maani kyunke rab ka karam Na muashray ka darr hai muashray se jung Toot gaye kaante par rukay na kadam Haar nahi maani meri baat mein hai dum Toot gaye kaante par rukay na kadam Na muashray ka darr hai muashray se jung Ik asawal mera tuj say hai kab tak Kab tak tu ghut ghut k jeay ga Kab tak tu baten rahay ga dil me Kab tak tu khud k honto ko seeyay ga Ye zawal tuj pay rahay ga tb tk Jb tk khud k haq me kuch b bolay ga ni Mana tjy chalna sikhaya baap nay Urr na pae ga jab tak par tu kholay ga ni Teri trha me bhi chotay ghr ka larka hun Darta nakami say halat say larta hun Parhta tha teri teri tha teri trha me chotay say school me Ab parhai chor di khud ki likhai parhta hun Teri tarha me bhi khaab dekhta hun baray baray Bina zid pay aray rahen gay ye saray khaab dharay Meray baray boorho nay sikhaya aik e sabak mjy Paray paray ghar pay na hotay hain mehal kaharay Uth chotay hosh kr peda thora josh kr Chona hai sitaroon ko to mehnat thori roz kar Koss na tu khud ko halaat pay na dosh dhar Roll khud ko rastay me manzil pay na ghor kar Meri trha koi dost nahi aaj tera Raaj tera hoga agr aj ni hai taaj tera Agr rah tera rokta samaj tera To phr meri trha tu bhi dheet na ilaaj tera Na lay tu un say salah jo na len tera mashwarah Dhoonday tu khushi paisay me gurbat me rahay ga para Sari umer tu daray ga paisay ni ae jaib me Pasisa jata ni qabar me tu khod dekh lay Jee lay apni marzi say tjy koi rok ni In sb ki sunta q tu apni sun lay boht ni Log kya kahen gay meray bhai kbi soch ni Zindgi sb cheen saktay lekin tera shok ni Toot gaye kaante par rukay na kadam Haar nahi maani meri baat mein hai dum Toot gaye kaante par rukay na kadam Na muashray ka darr hai muashray se jung
Sanatçı: Saad Khan
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:14
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Saad Khan hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı