saad kureshi jaan şarkı sözleri
Teri saanson ki aadat bani
Tu na ho tou, dhoondoon parchaai
Meri rooh ko choo gayi
Siyah mein jaise roshni
Tu hi tou jaan meri jaan e jaan
Aisa kya kar diya
Subh ho ya shaam hum bekaraar
Tere liye
Jaan meri jaan e jaan
Aisa kya kar diya
Subh ho ya shaam hum bekaraar
Tere liye
Karne ko tou tujh se so so baatein hain
Jo kehna patay tujhse wo hum gaate hain
Dhoondte rehte bahaaney
Kaise hum tujh ko jaanein
Ho jayein hum tum laapata
Chal saath chalein yun
Tu hi tou jaan meri jaan e jaan
Aisa kya kar diya
Subh ho ya shaam hum bekaraar
Tere liye
Jaan meri jaan e jaan
Aisa kya kar diya
Subh ho ya shaam hum bekaraar
Tere liye

