saad naseem summary şarkı sözleri

Zindagi aik azmaish sahi Us bache ki ye aik khwahish thi Paisay nahi thay par rap karna tha Ye mere zakhmo ki numaish bhai Ghar wale kehte thay tu chor rap sahi sey parh Mey karu na ye tou mar jau agr Is mey tou koi na shaq ke Jab tak is jisam mey hai ruh tab tak Likhuga bhai mey tou apne marte dam tak Ab har waqt ye mera khudse taqaza Mey jo tha usse behtar banne ka iraada Khudara yaad rakhi tu bhi ye sab Tujhey batata mey zara apne baare Ja ke pooch mey kardeta thullo pey hamle Phir bhi phasa nahi kisi bhi case mey mey Shut the f*ck up bitch sun what i have to say Das saal ka socha maru tou yaad kare kon Mey tera ka tha jab aya apna shehar chor Us waqt sey ab tak mey madhosh Aur ab jab hosh mey tou hota tou seena bhi chillata Is dard ki akhir bari makhsoos waja Pandra saal ka tha jab khaya pehli dafa dhoka Us waqt tou bas rab hi mere saath tha Solah ka hua tou duniya ko samjha Ye duniya hai matlabi sab kuch hai yahan par waqti Mere saath bas rab hi khara mey tab hi Aur athara saal umar thi jab chordiya saga yaar Us din ke baad sey bas mey aur mera pyaar Bees ka hua tou jiske liye yaar ko chora Woh bandi bhi dikha hi gayi apna asal chehra. Ab khud socho in saari baato ka dil par akhir koi asar tou hoga Bina jaane mere baare mey fazool na bolna This is just a summary sab maante meri different kahaniya Aur kal mey ussi yaar sey mila Tou usay kaisay samjhata apni zindagi ab kya hai Bhaiyo mey na koi akar Dekh aaj bhi bhai wahin khara hai Par don't sit in my place ye meri jaga hai Mey nahi bolta motherfucker Mu sey madarchod nikalta hai Zindagi mey ab har waqt Kuch naya chalta hai Dekh ke chali aaj kal mera matha ghumta kab pata chalta hai Flex nahi ye life hai bro Kab sey mey yahan khara hu yo Mere jaisay nahi milege dou Sabse hai jang i'm here for the throne Mey kholta bottlay sab hote totlay Mere aagay phir nahi ye bolte Woh bhi din thay jab hum thay rote Rap karna tha paas kahan note thay Aaj khuda ka hai ehsaan saath khare wohi dou chaar yaar Guzar gaye kitne saal saari behas tou hai bekaar Chal chor yaar mujhey dede whiskey Meri jaisi kahaniya hai kiski Mehfil mey everyone does miss me Bhenchod just try and diss me Kabhi kabhi zehan kehta ke inki baatay bhi jaanay dey Par ye sanak tou sanak hai Dil bole inme tere mey bhi faraq hai Dikha in sabko larakne par aate tou I'm looking forward to the competition jaani aanay dou Yaad kar raha tha mey kal parso Mere gaanay hoge sou douso tab ja kar release karuga aik dou Dou saal pehle likha ye bar kisi ney kya khub kaha Talent khud rasta banata kisi ka nahi mohtaaj Aaj baap ko hai naaz mujhpe yehi mera taaj Dou saal sey mera kya haal kisi ko kya pata Paisay ki kya parwa mera shoq yehi tha Ke bas beth kar gaana banana mey jahan bhi jana Haar nahi maana Aik waqt ayega saari duniya sunegi mera afsana Ab waqt badal gaye aur jazbaat badal gaye Insaan badal gaye aur yahan yaar bichar gaye Kisi ka sahara nahi tha par halaat badal gaye Mey mic par kya aya saare raaz bikhar gaye Madarchod.
Sanatçı: Saad Naseem
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:57
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Saad Naseem hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı