saaj bhatt zindagi şarkı sözleri

Jahan koi moti, seenp se jhaanke Aisi ek duniya ka tu ho gya Sirhane hoga, chaand ka tukda Pariyon ke daaman me tu so gaya Muskuraye tu, jee jaun main, badle tere mar jaun main Dhoonde hain nazare tujhe Zindagi aa bhi jaa, aa le chal wahan tu mujhe Jahan hai tera aashiyaan, haan rehna wahin hai mujhe Aise palkon se, neend ki chaadar kisi ne mere kheench li Aise palkon se, neend ki chaadar kisi ne mere kheench li Kisi masoom bacche ki jaise kisi ne hansi cheen li Luka chuppi roz khele, aankhon se meri needein Kacche ghade si tooteen, meri saari ummedein Muskuraye tu jee jaun main, badle tere mar jaun main Dhoonde hain nazare tujhe Zindagi aa bhi jaa, aa le chal wahan tu mujhe Jahan hai tera aashiyaan, haan rehna wahin hai mujhe Kajal ki kaali siyahi sa, lagne laga yeh jahan Kajal ki kaali siyahi sa, lagne laga yeh jahan Taaron bhara aasmaan chhodke, mere chaand khoya kahan Main toh zameen ka tukda, Kahan tujhe sajaun Chand mere mitthi me, kaise tujhe sulaun Muskuraye tu jee jaun main, badle tere mar jaun main Dhoonde hain nazare tujhe Zindagi aa bhi jaa, aa le chal wahan tu mujhe Jahan hai tera aashiyaan, haan rehna wahin hai mujhe Zindagi aa bhi jaa, aa le chal wahan tu mujhe Aa le chal wahan tu mujhe Aa le chal wahan tu mujhe
Sanatçı: Saaj Bhatt
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 5:53
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Saaj Bhatt hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı