saaj jo tha yahan şarkı sözleri

Kis ko pata Wo kahan gaya Jo tha Yahan Par kho gaya Yaad hain wo baatein wo raatein jab sab saath thay Hanstay Muskuratay aur kabhi thay larakay Hamesha se ikathay sab hi ko thay ham satatay Bas ab itni si baat Sirf yaad hi saath Kyunkay jab ruk jaati hain saansein Sirf reh jaati hain baatein Dhundlati hui ye yaadein Jo sadaa satayen Itna ye rulayen K ankhein doob jayen Darya-e-gham bahayen Jo koi na seh paye, haan Koi to bataye ye dil kaise behlayen Jab hansi gum jaye Aur dard ki ghatayen phirse laut ayen Saali mann mein samaa jayen Kaise takleef ko chupayen Kaise wo chehray bhulayen Jab din ban jayen sazayein Ham sirf cheekhein aur chilayen Aur sirf ye armaan reh jayen Kaash kuch lamhay phir miljayen To wo kissay ham duhrayen Raatein bhi bitayen Jhoomein muskurayen Nayi yaadein banayen Kis ko pata Wo kahan gaya Jo tha yahan Par na raha Koi to dikha Uss ka pata Jo tha yahan Par na raha Koi to bata Dhoondein kahan Jo tha yahan Par na raha
Sanatçı: Saaj
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:00
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Saaj hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı