saaj teray bina (feat. umair) şarkı sözleri

Tujhe Dhoond raha Har jaga Ye dil Tarap raha Teray bina Teri muskurahat rehti hai hamesha Jaise meray mann ki aahat iska paisha Kaise kahoon Sirf chahye ik sandesa Takay gum na hoon Ye mera andesha Mein akela Kahan dhoondoon apna rasta Jab ankhon samnay sirf tera hi chehra Jo abhi bhi satata Sirf maazi hi dikhata Koi to batade isko kaise bhulana Jhutla doon kya jo sab tha hamara Ya jala doon kya ye samaaj saara Ya maar doon kya ye dil jo awaara Par iskay bina kis ka guzara Iske siwa kon deta hai sahara Jab jahaan hi baymaan be-emaan Sab matlabi insaan Dost k roop mein saanp Ye zindagi hai sunsaan Meray yaar Aur ye safar hai dushvaar Na hona bezaar Ham lachaar bhataktay kalakaar Jinko pyaar mein sirf mili hai haar Par uss paar uske saath Shayad iss baar haan shayad iss baar Well find a way out of the dark Tujhe Dhoond raha Har jaga Ye dil Tarap raha Teray bina Kabse dil mein hai fitoor Kyunke tu rehti hai door Aur ham bhi to majboor Zindagi ko roz karein ham ji huzoor Phir banein mazdoor Bharein sab k pait par na milay suroor Kaisay ho ye sab manzoor But i know we can endure Saansein rahi to ham milenge zaroor Isme nahi tera koi bhi qusoor Tu bhi to jorr rahi apnay wounds Baby i know youve seen some abuse Been lost on roads jahan khiltay nahi phool Thinkin that youre doomed par Waqt baki hai bharpoor It wont end so soon Jab tak baki ye junoon Aur ragon mein hai khoon Tujhe dhoondne mein chalta rahoon Mein chalta rahoon Haan chalta rahoon
Sanatçı: Saaj
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:10
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Saaj hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı