sadda leukemia şarkı sözleri
Meri, Ye bikhri si rahein
Mujhko puchein kyun main
Aisa sarfirasa lag raha
Ab main, kaise bataun jo
Saalon mein karna tha
Mahinon ki he ye Daastan
Sochu main din bhar
Woh baatein jo maine kahi thi
Ye duniyaan ke sawaalon ko dekh kar
Ye khayalon ka
Jo pahaad mene sir pe uthaya
Pare he sab Phisaon se magar
They say it's
Leukemia
Sabne kaha
Main badal gaya hun
Sheher ki dor se bandha jo
Ab chal pada
In Raaston ke
Ek mod pe main
Yun khada hu ese
Na jaane kiske intezaar me
Intezaar me
Samaye se aage jo me bhagta raha
Peeche mudne ki nahi koi wajha
Subhe se shaam tak yahi meri dawa
Main kya Karun
They say it's
Leukemia
Sabne kaha
Main badal gaya hun
Sheher ki dor se bandha jo
Ab chal pada
In Raaston ke
Ek mod pe main
Yun khada hu ese
Na jaane kiske intezaar me
Zindagi ki Bhaag daud se pare
Sochte nahi kyun ab hum sahein
Duniya ke ye saare taurtareekon
Main bandhe hue
Ghiste chale
Kaise main inhe bataun kaha
Gum Reheta jo main apne khayalon me
Kitaab ke woh kore panne ki tarha ye jaahan ke
Saason mein

