sadhoband tum jo aaye şarkı sözleri

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke Dekhti hoon ab kayee Din hai sona aur chaandi raat ban gayi Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe Chahaton ka mazaa, faasalon mein nahin Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin Sab se upar likha, hai tere naam ko Khwaishon se jude silsilon mein kahin Khwaishein milne ki tumse, khwaishein milne ki tumse Roz hoti hai nayi Mere dil ki jeet meri maat ban gayi Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe Zindagi bewafa hai yeh maana magar Chod kar raah mein jaoge tum agar Cheen launga main aasman se tumhe Soona hoga na yeh, do dilon ka nagar Raunke hain dil ke dar pe, raunke hain dil ke dar pe Dhadkane hain surmayi Meri kismat bhi tumhari, saath ban gayi Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Sanatçı: sadhoband
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:30
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
sadhoband hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı