saga ritz aankhein gulabi şarkı sözleri
Aankhein gulabi nazrein sharabi mujhse naa jaane ye kya chahti hain

Teri adaayein karti hai pagal mujhse naa jane ye kya chahti hain
Aankhein gulabi nazrein sharabi mujhse naa jaane ye kya chahti hain
Dil mera darbadar kyu firr raha es kadar
Tu hai nahi dikh rahi ye tere pyar ka hai asar
Dikhe har jagah tu hi tu baby tera naam kaise naa loon
Itna bata dena tu kaise tera haath mai thaam loon
Aankhein gulabi nazrein sharabi mujhse naa jaane ye kya chahti hain
Chhupte chhupate kaise milte jaana raaton mein
Ab tu naa rahi tera zikar hai meri baaton mein
Mai hoon tera humsafar kyu hai abhi bekhabar
Mere saath chalna tujhe banke mera humsafar
Tere bin mai jee naa sakoon tujhse mai ye kaise kahoon
Mere pas aajana tu tujhse door kaise rahoon