saga ritz bhed bhaav şarkı sözleri
Ye log mujhse puchhte ki kaunse dharam se tu
Jaat paat wali baat leloon apne sir pe kyu
Mandir masjid ek jaise ispe itne charche kyu
Ram allah ek fir ek dusre se ladte kyu
Haan marte kyu es baat pe ki kaun chota kya badha
Kabse toh hum ladte aaye kuch farq bhi nahi padha
Jo bhia kal tak saath tha aaj saamne khada
Jhagda bas es baat ki kaun chota kya badha
We don't need to talk dharm jaat paat ki
Dene aaya hoon jawab teri har baat ki
Dharm aage karm se ye soch chaar paanch ki
Sarhadon ne baant daala seema ab bhi kaanch ki
Samjhe tu paraya par tu toh mera khoon
Tere dard mei hi dard milta tujhse hi sukoon
Kyu baat karta itni oonchi tujh mei bas junoon
Mera desh meri jaan in ragon mei uska khoon
Khoon laal peela nahi tera mera same
Tere haath mei hathyaar mere haath mei hai pen
Dharm ko banana mudda netaaon ka aim
Dharm naam baantte ab samjho inka game
Kyu soch badli tune es dharm ke bahane
Insaaniyat badhi hai tu ye baat kyu naa maane
Adharm hi badha hai toh fir dhundlo thikaane
Ye dharm ke vyapari chale desh ko mitane
Ye kaun hain ye kyu hain saale
Chehra saaf dil se kaale
Naqab muft honey waley
Pahchaan apni khone waley
Ye kaun hain ye kyu hain saale
Chehra saaf dil se kaale
Naqab muft honey waley
Pahchaan apni khone waley
Ye log kaale jaat se muhh chhupe naqab se
Dikhte saare Ram par karm inke saanp se
Gulaam kyu banaya insan ne insan ko
Dharm se hum hindu fir kyu cheer khaate maash ko
Dogle ye log saare khanzar maare khaash ko
Minnat tujhse upar waley tu rok meri saans ko
Dard mile kitne saare chhupaya jazbaat ko
Ghar mei sabke roshni main diye dhundoon raat ko
Be matlab ki hi baat kyu batate saare log hai
Haram ke prashad ka lagate fir kyu bhog hai
Naari bhul uspe chadke karte saale yog hai
Swarth khatir karte apni maa ka bhi prayog hai
Ye kaun hain ye kyu hain saale
Chehra saaf dil se kaale
Naqab muft honey waley
Pahchaan apni khone waley
Ye kaun hain ye kyu hain saale
Chehra saaf dil se kaale
Naqab muft honey waley
Pahchaan apni khone waley
Khoon ki nadi mei log kaise bahte jaa rahe
Khana naa milne par ek doosre ko khaa rahe
Mulk se bhi upar apne apne aap ko bata rahe
Amir inke maalik par garib ko daba rahe
Ye kaun hain ye kyu hain saale
Chehra saaf dil se kaale
Naqab muft honey waley
Pahchaan apni khone waley
Ye kaun hain ye kyu hain saale

