sahib fazar kameena şarkı sözleri
O sun le haseena
Main ladka kamina
Teri jesi chattis mil jaa mujhko
Mere jesa koi na
O sun le haseena haseena haseena
Main ladka kamina
Teri jesi chattis mil jaa mujhko
Mere jesa koi na
Maana tera gora badan hai
Par uspe gumaan kyu tera
Image tujhe kya dikhlau
Google pe naam hai mera
Zara sun to sahi mar jani
Kyu samjhe roop ki rani
Ye matak matak k chalna
Ek galat nishani hai
Ye khoobi nahi hai teri
Ye chadhti jawani hai
Sakhiyan saheliya teri
Foto kheeche meri
Sakhiya saheliya teri foto kheeche meri
Tu kab janegi ye
Kya demand hai meri
Zara sun to sahi mar jani
Kyu samjhe roop ki rani
Kal tak tha main tere peeche
Ab duniya meri diwani
Kalle kalle jaein jidhar bhi
Kafile rehte peeche
Do do yaara left right
Or dodo aage peeche
Dekh le mere jaisa koi
Na milne wala tujhko
Baad mein baithke pachtaygi
Yaad karegi mujhko
Main aag hun tu hai paani
Main tera raaja
Tu meri rani
Ban gayi prem kahani to nacho
Main ladka kamina kamina kamina kamina kamina kamina kamina
Main ladka kamina kamina kamina kamina kamina kamina kamina

