sahiel kisse khuda ke şarkı sözleri

Behti kashti main Wo dariya thi Meri har khushi Ka zariya Rashkon me yun jal kar Hun pareshan main Sooni zindagi sookha dariya Kyun padhte hain wo kisse khuda ke Kya khuda unke har gum deta bhula Kyun sazishein rachta aisi khuda hai Na karo yaad tum to wo bhi dega bhula Dega Rula Kyun Aasmaan me uda ke zameen pe laa patke Ishq karna bhi lagne lagti hai ik saza Par kuch palon ke liye jo wo gussa bhula de Pyaar itna ke fir lagne lagti hai ik dua Aye khuda tu ik baar me bata de Kyun hota hai gumo ka falsafa Naa cheez ko kyun tu itni saza de Naa karo yaad tujhko tu bhi deta bhula Kyu padhte hain wo kisse khuda ke Kya khuda unke har gum deta bhula Kyun sazishein rachta aisi khuda hai Na karo yaad tum to wo bhi dega bhula Dega rula
Sanatçı: Sahiel
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:41
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Sahiel hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı