sahil khan music kyun tu nahi şarkı sözleri
Behti hai nadiya
Chalti hawa hai
Hun mai bhi akela
Akela jahaan hai
Behti hai nadiya
Chalti hawa hai
Hun mai bhi akela
Akela jahaan hai
Hai barish ka mausam
Haseen ye sama hai
Mera dil ye mujhse
Puch raha
Tu meri hai ya nahi
Mai hun tera, kyun tu nahi
Jo tu gayi khushiyan meri
Ab kahin milti nahi
Hasti thi saari gali
Khushi thi yahan har kahin
Hawaayon mai bhi thi nami
Tu sang thi jo mere yahin...
Jo dekha tujhe to mai kho gaya
Bus bhi mere na bus mai raha
Mai puchun sabse yahi
Kyun milti hai ab tu nahi
Tu meri hai ya nahi
Mai hun tera, kyun tu nahi
Jo tu gayi khushiyan meri
Ab kahin milti nahi
Tu meri hai ya nahi
Mai hun tera, kyun tu nahi
Jo tu gayi khushiyan meri
Ab kahin milti nahi
Tu meri hai ya nahi
Mai hun tera, kyun tu nahi
Jo tu gayi khushiyan meri
Ab kahin milti nahi

