saif altaf and shehryar khan chaar din şarkı sözleri

Kal mila koi bazaar mein Poocha uss ne mujh se rasta Dekh ke meri aankhoun mein Samjha haal meray dil ka Main bhi bhola seedha saadha sa Saari daastaan suna baitha Poocha "Aankhein band kartay ho tou Chehra aata kiya uska?" Sunaayi phir uss ne apni prem ki kahani Woh bola janmoun ka hai yeh saath Dartay jaaogay tou apna pyaar kho jaaogey Yaad rakhna meri yeh baat "Hai Zindagi yeh Choti Jeenay ke hain Din Chaar Agar tou chaaho tum bhi kisi ko Keh do Hogaya hai Pyaar" Ab laboun pe ek hi naam hai Naam hai woh tumhara Le lo tum mujhay jo baahoun mein Kar ke aankhoun se ishaara Maang ke tou dekho tum mujh se Yeh jahaan main laa doon saara Bin teray hai kitna aawaara Dil mera yeh bechara Kitnay saaloun se dabaaye baitha hoon yeh baatein Par lo ji tum se kehta hoon aaj Jaanta hoon kitni dosti bhi hai zaroori Par pyaar ki hi baat hai aur Hai Zindagi yeh Choti Jeenay ke hain Din Chaar Agar tou chaaho tum bhi kisi ko Keh do Hogaya hai Pyaar Hai Zindagi yeh Choti Jeenay ke hain Din Chaar Main kehna chaahoon tum se yehi Tum se hogaya hai Pyaar
Sanatçı: Saif Altaf and Shehryar Khan
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:40
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Saif Altaf and Shehryar Khan hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı