saiyam shah shiva şarkı sözleri
Yaa toh taar de
Yaa fir maar de
Jeevan bhi maran bhi Tera
Khudko aese mein kho chala hu
Iss kadar tera ho chala hu
Paapo ke thhe jo daag mere
Dheere dheere mein dho chala hu
Ye tera mera hai saath kaisa
Shiv me shakti ke mel jaisa
Tu toh tu hai
Tu jeena mera
Mein ek hi hu na koi mere jaisa
Ye tera mera hai saath kaisa
Shiv me shakti ke mel jaisa
Ye tera mera hai saath kaisa
Ankhon me ganga ka paani bharke
Aaya hu kailashi dhaam utarke
Neel kanth haath damru baaje
Jataa me chandrama viraaje
Tandav ho ankhon me jwala jwala
Avidwitiya tera rang niralaa
Sahara tera tune sambhala
Shakti japti hai teri hi maalaa
Naam jaapti zubaane kaapti hai mere aage
Saraswati viraajti aur tu bhi toh viraaje
Mere saath ki aur fir khilaaf ki hai saari baate
Mann ki aag ki lapat se jaagti hai meri raate
Kaha shuru kiya thha ye gaana kaha chal pada
Kalam nikali maine toh ye kaagaz jal padaa
Aaj aur kal ki fikar kaise hogi mujhe
Mahadev naam jo hai mere piche khada
Ye tera mera hai saath kaisa
Shiv me shakti ke mel jaisa
Ye tera mera hai saath kaisa
Shiv me shakti ke mel jaisa
Badaa be-aetbaar kirdaar tha ye mera
Par tujhpe badaa hi aetbaar hogaya
Jab se dekha hai tujhe jab se janaa hai
Tu hi mataa pitaa tu hi sarkaar hogaya
Badaa be-aetbaar kirdaar tha ye mera
Par tujhpe badaa hi aetbaar hogaya
Jab se dekha hai tujhe jab se janaa hai
Tu hi mataa pitaa tu hi sarkaar hogaya
Naa raas aaye duniya ki maaya
Toh jaake maine bhole ko payaa
Thukraya duniya jahan ne
Uss ke charno me sarr Jhukaya
Vipdaye meri saari jhatt se tali hai
Mere dukho ka antim sanskar ho gaya
Jab se dekha hai tujhe jab se janaa hai
Tu hi mataa pitaa tu hi sarkaar hogaya
Ye tera mera hai saath kaisa
Shiv me shakti ke mel jaisa
Ye tera mera hai saath kaisa
Shiv me shakti ke mel jaisa
Ye tera mera hai saath kaisa
Shiv me shakti ke mel jaisa
Ye tera mera hai saath kaisa
Jatatavigalajjala pravahapavitasthale
Galeavalambya lambitam bhujangatungamalikam

