saiyam jaane kyun şarkı sözleri
Iss neele aasmaan main,
Mujhe udne de tu
Beheti fizaon sa,
Ek panchi hun
Kaise yeh do dil,
Jud gaye hum
Jaane kyun, tu hai dur
Thoda kareeb aa, mere tu
Teri inn baaton main, neendon main
Raaton main
Khone de khwaabon main
Sapno main, haathon main
Dil ki mulakaton main
Farishtey yeh jannat ki jaise
Sunehri, mehekati hawaon main
Kyunn, tu hai dur
Thoda kareeb aa, mere tu
Jaane kyun?

