sakshit yaduvanshi artist şarkı sözleri

In khali se paano pe likhte hum Andhere kamro mai rehte hum Dil k jazbaat na kehte hum Gir k haar roz sambhalte ab Puchta haal na koi ab Kaise hum din haar kaat te Khane ko kuch bhi naa naa mangate Bas ek naam ki aas hai Kyu khuda bhi naa dekhta hai ye Kaise ab hum khud se haar gaye hai Kyu khuda bhi naa sochta hai ye Kaise jaa kala pe aise var gaye Aakhri ye meri hai khwahish Naam mera chamke bas sitaro mai Kyu khuda bhi naa dekhta hai ye Kaise ab hum khud se haar gaye hai Kyu khuda bhi naa sochta hai ye Kaise jaa kala pe aise var gaye Dekho mai mangta kuch bhi naa Jaane alfaz ye such hi toh bolu haa Kaise mai khud ko bayaa karu paano mai Kahani likhta mai katro se Jaano tum baare mai mere Mai khuli kitab tum phad bhi na paoge Kitna bhi karo blam Tum mera hi mujhse ye kya hi churaoge Aakhri ye meri hai khwahish Naam mera chamke bas sitaro mai Kyu khuda bhi naa dekhta hai ye Kaise ab hum khud se haar gaye hai Kyu khuda bhi naa sochta hai ye Kaise jaa kala pe aise var gaye
Sanatçı: Sakshit Yaduvanshi
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:27
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Sakshit Yaduvanshi hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı