salah dil darya şarkı sözleri

Chalte chalte iss rastay peh aya mein kahan? Socha kuch tha, nikla kidhar, aur pohancha mein yahan Apni soch se bhaag ker bhi dur na hua Jo bhi gham thay purane woh ho gaye jawan Khwab thay jo mere fikr ban gaye Khushiyon ki khoj mein sukoon bhi gum gaye Kitnay arsay na jane andheron mein guzre Dil darya waqt toofan har dum kat te rahe Kitnay arsay na jane andheron mein guzre Dil darya waqt toofan har dum kat te rahe Aj meri awaz bhi mujhe se chin gayi Aj meri rooh bhi mujh mein gum gayi Koi iss kainat mein mujhe bata de zaraa Kahan hoon mein ajkal, kya hai mera pata? Khwab thay jo mere fikr ban gaye Khushiyon ki khoj mein sukoon bhi gum gaye Kitnay arsay na jane andheron mein guzre Dil darya waqt toofan har dum kat te rahe Kitnay arsay na jane andheron mein guzre Dil darya waqt toofan har dum kat te rahe Paharon ki chattano pe jo tujh ko na mil saka Samandaron ki lehron mein jo tujh ko na mil saka Jo dhoondta tu har jaga wo tujh mein hi to hai chhupa Jo dhoondta tu har jaga wo tujh mein hi to hai chhupa Paharon ki chattano pe jo tujh ko na mil saka Samandaron ki lehron mein jo tujh ko na mil saka Jo dhoondta tu har jaga wo tujh mein hi to hai chhupa Jo dhoondta tu har jaga wo tujh mein hi to hai chhupa Kitnay arsay na jane (Wo tujh mein hi to hai chhupa) Dil darya waqt toofan Wo tujh mein hi to hai chhupa
Sanatçı: Salah
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 6:19
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Salah hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı