s.h. bihari mere chehre se apni nigahen şarkı sözleri
Maza Aa Jaye Ye Kali Ghata
Jo Raat Bhar Barse
Yuhi Aa Aake Wo Lipte
Hamein Bijli Ke Dar Se
Main Jab Bhi Dekhta Hoon
Aapki Masum Aankhon Mein
Apni Barbadi Nazar Aati Hai Mujhko
Mere Chehre Se Apni Nigahen Hata Lo
Mere Chehre Se Apni Nigahen Hata Lo
Ke Solo Se Nazuk Badan Jal Na Jaye
Aaye Tufan Jawani Ka
Ye Barsat Ki Raat Husn Ko Dekh Ke
Imaan Behak Jata Hai
Meri Gal Do Phool Khilte Hue Hai
Baharo Se Pehle Chaman Jal Na Jaye
Zara Dekh Lene Do Ji Bharke Mujhko
Zara Dekh Lene Do Ji Bharke Mujhko
Ke Bheege Badan Par Fisalti Hai Nazre
Tumhari Nazar Kam Nahi Bijliyon Se
Adao Ka Ye Bakpan Jal Na Jaye
Lachakti Kamariya
Machalti Ye Baahein
Lachakti Kamariya
Machalti Ye Baahein
Meri Jaan Sab Pyar Ke Waste Hai
Abhi Se Hi Kyun Itni Bechainiya Hai
Mohabbat Ki Meethi Chubhan Jal Na Jaye
Mere Chehre Se Apni Nigahen Hata Lo
Ke Solo Se Nazuk Badan Jal Na Jaye.