t cee eyes or lies? (feat. garv) şarkı sözleri
Us din raat ki baat ye thi
Jis din tu thi mujhse mili
Raahe teri rookh ruk badli
Ishaare kare baatein mere dil se main chup
Ye raat gawa hai
Chaand haseen hai jo tujhse khila hai
Yeah
Teri zulfe satayein
Baahon mein jo aaye tu gum ko bhulane
Teri zulfe satayein
Baahon mein jo aaye tu gum ko bhulane
Tu gum ko bhulane
Tu gam ko bhulane, baahon mein jo aaye
Aur baatein, kuch aisi dil ki
Keh na main saku
Aakhein padh le tu
Ab main jiyu kaise saare pal
Jo tu na mere pas
Ab kya kahu
Aakhein padh le tu
Ye dooriyan na kar sake kuch jab tu
Ab hai mere paas
Mere paas
Ab hai mere paas
Mere paas
Ab hai mere saath
O yeah, yeah
Yoo
Yeah
Eyes or lies
Eyy
Jiyu, kaise
Vo saare, lamhe
Ab lgte, jhuthe
Jo kaate, the humne
Vo yaadein
Vo baatein
Suhani
Thi raatein
Ab nhi hai
Ab nhi hai
Chl aaja Garv tu mic pe
Pehla vo din tujko dekha pehli baar tha
Ab vahi din mujko lgta hai bekaar sa
Laga tha teri nazron mei hi vo thehrav tha par
Mera bhi aisa sochna hi to bekaar tha
Mehsoos karu saari galti ki wajah mai hu
Inhi baaton se to khudse hi khafa mai hu
Lakeerein teri apne haathon se mita hi du
Nasein vo kaati meri maut ki wajah hai tu
Bahon mei aaye na tu sochu mai ki aisa kyu
Ab hota khed ke mai sochta tha aisa kyu
Dekha tha jaisa tune rheta na mai waisa kyu
Sooli pe laash tangi lgta ab Mai waisa hu
Dil ke paar lagi teri saari baatein vo
Aisi baatein jaane kaha se tum laate ho
Nafrat jo bhari tere andar mere liye jaana
Karu mai pyaar tumse tbhi tum yeh chahte ho
Ghumu dekho darbadar
Na teri khabar
Tu hai mera humsafar
Mai karu sabar
Mai bhi rehta iss safar
Mei bekhabar
Dhunde tujhe hoke dil yeh besabar
Dhundu tuje iss dagar
Ya uss dagar
Tuje apni bewafai pe kyu hai fakar
Jaane na kyu karti na hai meri qadar
Khaali raahein krke gyi tu be-qadar
Khafa rehne laga duniya se kya khudse mai
Prashno mei dooba ab bhi pyaar krata tujhse mai?
Chahu mai karna dil ki baatein ab bhi tujhse mai
Kya mai hi tha jo pyaar kar paaya iss rishte mei
Par meri jaana na chahta mai tujse durr jaana
Bhul jaana tu chahti hai muje bhul jaana
Dur jaana bas kehti ke tu durr jaana
Sunke hua yeh mera dil dekho churr jaana.