w a sunshine chunotiya şarkı sözleri
Haa kabhi kabhi sochu mae yahi ,
Kya mae kuch kar sakti ,
Aanjaan hu un raaston se ,
jo hay mere samne ,
Kya kabhi mae unka saamna kar paungi ,
Mushkele toh hai bahott ,
par kase karu unka saamna,
Mahsooss ho raha hai ,
vo akela pan mujhe.
Aab mae Kay karuuu , koi maddatt Karo.....
Mujhe nahi lagta koi Meri maddatt karne aayega,
Haa mae khud hi apni Mushkelon ka saamna karugii.
Darna nahi hai aab mujhe , aage baddh na hai mujhe,
aab mae haar aane vali Chunotiya ka, or mushkelon ka saamna karugii,
Haa mae saamna karugii....
aab mae pichee nahi hatugi ,
Mae saamna karugii
Saamna karugii.........